IPL Cricket Status Shayari in Hindi new 2022 [Cricket die hard fans] with images आईपीएल स्टेटस क्रिकेट शायरी हिंदी में

NKV
0


IPL Cricket Status Shayari in Hindi new 2022 [Cricket die hard fans] with images

आईपीएल स्टेटस क्रिकेट शायरी हिंदी में


IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

खाकर चोट बल्ले से
गेंद टकरायी आसमान में
इंडिया जीता इंडिया जीता
गूंजा पूरे हिंदुस्तान में

Khakar chot balle se
Gend takrayee aasman mein
India jeeta India jeeta
Gunja pure hindustan mein
🏏🤠🏏



IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

कहीं और अब दिल लगाया नहीं करते
बेवजह समय को गवाया नहीं करते
नशा है बस क्रिकेट के दीवानगी का
बात दिल की ये किसी को बताया नहीं करते

Kahin aur ab dil lagaya nahin karte
Bewajah samay ko gawaya nahin karte
Nasha hai bas cricket ke deewangi ka
Baat dil ki ye kisi ko bataya nahin karte

🏏🤠🏏


IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

भारतीय खिलाड़ियों के बल्ले से
जब निकलते हैं चौके छक्के
तब बंद हो जाते हैं विरोधियों के
पूरी तरह से हक्के बक्के

Bhartiya khiladiyon ke balle se
Jab nikalte hain chauke chhakke
Tab band ho jate hain virodhiyon ke
Puri tarah se hakke bakke
🏏🤠🏏

IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

क्रिकेट से ही दिललगी है
यही है मेरा सनम
गेंद मेरा बाबू सोना है
बल्ला मेरा जानम
Cricket se hi dillagi hai
Yahi hai mera sanam
Gend mera babu sona hai
Balla mera janam
🏏🤠🏏

IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

देखके धुआंधार बैटिंग के एल के
दिवाने हुए हम आईपीएल के

Dekhke dhuandhar batting k el ke
Diwane hue hum IPL ke

🏏🤠🏏

IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

रोमांचक हर खेल होता ह
जब शुरू आईपीएल होता है

Romanchak har khel hota hai
Jab shuru IPL hota hai


🏏🤠🏏


IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

क्रिकेट मेरा पेशा है
खेलता हूं हरदम मन से
दुनिया जानती है मेरी दीवानगी
दिवाना हूं मैं क्रिकेट का बचपन से

Cricket mera pesha hai
Khelta hoon hardam man se
Duniya janti hai meri deewangi
Deewana hoon main cricket ka bachpan se


🏏🤠🏏


IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

न जाने क्या जादू है माही के बल्ले मे
गेंद आती नहीं खिलाड़ियों के पल्ले में

Na jane kya jadu hai mahi ke balle mein
Gend aati nahin khiladiyon ke palle mein

🏏🤠🏏


IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

मजा कितना आईपीएल के अंदर है
खिलाड़ी यहां सभी धुरंधर है
अगर पहली टीम आंधी है
तो दूसरी टीम बवंडर है

Maza kitna IPL ke andar hai
Khiladi yahan sabhi dhurandhar hai
Agar pahli team aandhi hai
To dusri team bawandar hai
🏏🤠🏏

IPL status cricket shayari in Hindi Fannashayari

हमें दिखता नहीं कुछ बल्ले और बैट के
क्योंकि दिवाने हैं हम बस क्रिकेट के और क्रिकेट के

Hamen dikhta nahin kuchh balle aur bat ke
Kyunki deewane hain hum bas cricket ke aur cricket ke
🏏🤠🏏

 










Post a Comment

0Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment (0)
To Top